Similar Questions with Answers
Question: Meri beti 1 year ki hai uska weight nai bar raha ...usse kya khilau jis se uska weight bar jaye..usko cold bi bohat jaldi ho jata hai
Answer: Hello dear, If your baby looks active, then don't think too much about weight. If weight was low during birth time, chances are he will gain his weight aacording to own capacity. think about it. You can Include these food items in baby diet to increase weight...
Banana, Paneer, Oats, Ragi, Toor Dal, Potato
Dry fruits powder ., Butter/Desi ghee
Try to give these item daily.
Feed 6 times a day. 3 proper meal and 3 snacks.
Always prepare food in butter or ghee.
Soon you ll see change in baby weight.
Question: Meri beti ko gas problem jada hoti hai
Answer: Hi dear aap baby ko atleast 20 min feed karaye aur uske baad 20 mina burp karaye. Isshe baby ko.gas nahi hoga. Dhayan rakhe stomach pe pressure na pade warna baby vomit kar dega. Baby ko.cycling exercise karaye. Isshe gas pass hoga. Aap chahe tho baby ke stomach pe warm wet towel rakh sakte ho. Usshe bhi gas me relieve milega.a ap ek spoon water ko warm karke ushme hing dale aur uske baad ushe baad uske naval ke aas pass lagaye. Usshe bhi gas kam hota ha
Question: Meri beti ko gas hori h kya kru
Answer: Gas issues breastfeeding babies me kaafi aam baat hai. Kyuki woh feed lete time air bhi swallow lete hai.. Aap apne baby ke belly par halke hath se massage kar sakti hai. Baby ko feed karte time aur feed hpjane ke baad dakaar karwaye. Mai ajwain ka pani peekar meri beti ko feed karti thi jisse meri baby ko bhi fayda hota tha. Take care.