Question: Hi meri beti 18 months ki hai.. Uske teeth ache se Clean nai hote hai. Dr ne ek. Teeth m. Infection. Bataya hai and calcium ki. Kami bhi batai hai. Kya karu ki wo. Jaldi thik ho jae mujhe bahut tension ho. Ri h
Question:Meri beti 8 month ki ho gye hai uske teeth ab tk nai aaye
Answer: Hi dear,
6 months se teeth aane lagtey hai bachcho ke. so this could be teething.loosemotion common hai is waqt as unka excessive saliva,unke pet tak pohunch jata hai,jisse digestion me rukavat as Jati hai.bachche ko teether dilwaye,Nahi toh ek dhuli ,cheeli hui gajar fridge me rakhe,usko baby ke haath me pakda de.baby usko masudo ko sooth Karne ke liye use karga.luch bachcho ko halka bukhar bhi aa jata hai.nothong to worry.
Question:meri beti 18monthes ki hai wo night se vometing Kar rahi hai medicine de rahi hu home remedies kya du k jaldi thik ho jae
Answer: Hello
Aap apne baby ko solid food maath de liquid diet pe rakhe ors ya dusra electrolyte water de. Adrak ka pani de. Agar ziyada vomit horahi hai tho doctor se mile.
Question:my daughter is 2.5 years old. wo 1years ki hui tab se jaldi bolna Sikh gai. or clearly bolti thi but abhi wo bahut haklaati hai. means ek word bolne me bhi wo bahut rukhti hai.. ladki hai aise bolegi toh Kya future hoga. tension hoti hai. kuch suggest karo Kya Karu . jisse uski aawaj thik ho jaye.
Answer: hello dear agar apki baby starting me sahi bolti thi to use koi problem to ni honi chahiye. go to pedestrian dear he or she will check and tell what is the problem.