Similar Questions with Answers
Question: Mere baby ki ek eye hemesa watery rahti h... Why
Answer: Dear many healthy young infants can have watery or ''mattery'' eyes. It is normal for parents to wonder if their baby has pinkeye or aneye infection. Actually, the usual cause is a small, blocked tear duct. Fortunately, it is harmless and won't affect ur baby's eyes.
A simple remeedy will fix it. Carefully clean the eyelids using a warm, wet washcloth if tears build up and leave crusts. For infants, you may try gently massaging the area 2 to 3 times a day. Using a clean finger, rub the area from the inside corner of the eye toward the nose. This may help to open the tear duct.
Hope this helps.
Question: meri baby ki eye main pani aa raha 14 din ho gye. doc ne ek eye drop bhi di but kuch nhi ho rha.
Answer: Dear baby ki tear duct blocked ho sakti hai jiski wajah se paani aana normal hai. Yeh blockage aap massage se open kar sakte ho. Iske liye sabse pehle aap eye ko garam towel se clean karlo. Ek baar clean karne ke baad eye ke corner mein nose ke pass halke haath se massage karo. Yeh din mein 2-3 baar karne se baby ki blockage khul jayegi. Hope it helps.
Question: hii..mujhe bf bilkul bhi nhi aa raha maine sab karke dekh liya..is baat ko lekar meri bahut insult ki jati hai ki kaisi maa hai jiske feed hi nhi aa raha...i am very depressed..kya karu
Answer: Aap palthi mare bethiye.. uske baad god me takiya rakhiye.. uske upar baby ko rakhke feeding karvaye.. or nippal ko two finger se pakad k baby ko dijeye.. meri sister esa hi karti thi di... Ho jayega...