Similar Questions with Answers
Question: Mera baby 3 weeks 3 days ka hai usko gas bahut raheti hai koi problem ti nahi na plz advice gas na ho esa koi upay bataye?
Answer: Newly born babies ko bahut gas hoti hai tummy mein. Agar aap breastfeed kra rahe hain to pls apni diet ka dhyan rakhiye. Aapka baby abhi bahut chota hai. Aap nutritious food khaayein. Tala hua food abhu mat khaiye. Roti k sath green vegetables like lauki, tinda, pumpkin, pulses, etc leejiye diet mein. Milk bahut zaruri hai aapke liye. Apne khaane mein heeng jarur daalein... isse aapko aur baby dono ko gas kam hogi. Baby ko agar jyada gas hoti hai to ek spoon mein ek chutki heeng mein paani ke kuch drops daal ke mix karein aur baby ki naabhi k chaaro taraf apply karein. Ise apply karne se baby gas pass karega aur baby ko aaram milega.
Babies ko gas problem hona bahut natural hai. Sab babies ko hota hai.. ismein koi problem nahi hai.
Question: Hello mem mera 8th month pregnent hu mera baby hafte me 2, 3 bar hichkiya ati h kya isse koi problem hai plz bataye
Answer: No dear.... Hitchki aana normal hai its a part of development.... So dont worry its good u feel hiccup of ur babt
Question: Mera 3 montha hi gya he or mere baby ka wait 30mm he to koi problem to nahi hoga na uska vajan kam he plz repley me
Answer: U should not worry
If baby heart beat n growth is proper no need to woory